Karachi kay footh pathoon per bohat say starless pakoray walay , cholay waly, kata kat walay, bun kabab walay, fish and chips walay hotaya hain jinn ka khana aur snacks inn 6,7 star waloon say ziada mazedar hota hay. azmaish shart hay.:)
You are right .....mai bhi khaata hoon.........Mager aksar log bolty tu hain k foot path aur theehlo k khaney achy hoty hain mazzydar mager wo sirf boltay hain KHUD nahi khaatay kabhi :)