Re: Science quizmasters game - Team H
Vidurjee, bohuth hee uchith jawaab diya aapney - aapkay is pradharshan nay samaan prajawon kaa dill behlaa diya -
101 keys - har ek key ek kaurav ko represent kiya huwa hai - 100 Gandharee kay bachay, aur ek Yuyutsu.
Swayam Bhagwa Sri Krishna hee aapko is uljhan se mukth kiya hoga.
Well done - and here is my atempted revenge on your Urdu marawaing!)