Say Thanks to Amal and welcome your new mod

Re: Say Goodbye to Amal and welcome your new mod

gar cheh naya hoon yahan pe laikin mukhtaser mudut main amal sahab ki shirkut aur khidmut gupshup k liay kafi se zayada daikhnay ko mili g. so nikami sahiba k mushkaray aur baat ko mazeed aagay barhaatay huay ye gujarish haigee k amal sahab ki garaaan qadar o manzalut khidmaat baajoon iss farum ko tribute-tun UN k naam se mulsoob rahna chahiyaa. baqee rahi baat shab e hijar saahiba ki tau sub se pahlaay tau foree taur pe unko bhee apna kalam banaana shuru karna chahiyaa taaka wo amal sahab k joaton main fit aa sakain, aap dono saahibaat ko kafi mahnut karni paray gee iss silsilay main aur umeed ki jaati hay k amal sahab apni goon-na-goon musrifiyaat se kuch waqt nikal k forum ki ronuq bahal rukhain gaay. shukriyaa