Say Thanks to Amal and welcome your new mod

Re: Say Thanks to Amal and welcome your new mod

nahi i dont know.. ho sakta hai wo gher moayyana muddat k leay chalay gaye hon.. ho sakta hai kisi ki koi baat se wo hurt huay hon.. ya wakai main wo buhat busy ho gaye hon..

mujhe aisa kion lag raha hai k unhain kisi ki koi baat buri lagi ho.. warna it is not possible k wo kisi thread main reply na karain..

rem aap ne bhi PM off ker deay thay..

mujhe to kuch samajh nahi araha.. :teary2: