Re: Say something
Wah wah kia baat kahi hai aap ne. Kia mashriqi mohabbat wala jawab hai.
Per agar kabhi agle ko batana / jatana pad jae ke wo kitna special hai to phir aap kia kahen gi. Agar aap ko kaha jae ke muhabbat ko ek lafz main bayan karen to?