good Masha Allah acha hai :k: Allah Tala chalana Naseeb kare
agar abhi is ki screen pe aap ki pic ka wallpaper bhi hota tu 16 chand lag jate laptop ko , dekho na ye sab cheezien bazate khud koi value nahi rakhtien , ye tu insaan hi hai na jo in ko use karta hai aur in ki value bharata hai