Say English Word , the other will say Urdu Word for it

**
hamla is good but zaraa aur behtar lafz hai YALGHAAR [hamla is just attack…yalGhaar is the continual process of an attack"

makaiyaaN

[strawberry ek qism kii berry hai…berry = makoiyaaN] mere Khayaal se strawberry kaa koi urdu lafz nahiiN albatta ise urdunize kar liyaa ho jaise arabi aur farsi zabaanoN meN karte haiN aur is taraH shaayad istrabaary kahte hoN.

Botany???**