remote = door ras
**ras means pahoNchnewaalaa ya’ni vo cheez jiskii pahonch door tak ho ![]()
yeh lafz farsi ka hai aur root word hai raseedan = pahoNchnaa…ab farsii meN aur bhii alfaaz is root word se banaaye jaa sakte ahiN jaise arabi men bhii qaaida hai. is lafz se yeh alfaaz banaaye gaye haiN:
raseed = receipt [receipt farsii kaa bigRaa huaa lafz hai]
rasad = food that is sent to the army [food supply]
rasaaii = pahoNch [access]
rusooKh = acquaintance [jaan pahchaan…jin tak rasaaii ho]
raasiKh = pahoNchaanewaalaa [messenger]
ras malai = malai jis meN pahoNchii huii ho lol
**