Say English Word , the other will say Urdu Word for it

**kaun sii polish? jootoN par lagaane waali yaa bartanoN [taambe ke bartan] par lagaane waali. bartanoN par lagaane waali ko “qala’ii” kahte haiN jab k jootoN par lagaane waali polish ko polish hii kahte haiN magar shaayad qala’ii bhii kah sakte haiN…

polish = qala’ii**