Say English Word , the other will say Urdu Word for it

**
aapne jo ishtihaarii satar raqam, kii hai vo saHeeH ho saktii hai par jahaN tak meri naaqis jaankaarii ko daKhl Haasil hai Ghudood glands ko hii kahte haiN…aur polyps ko masaa kahte haiN. aapne Khadsha paida kar diyaa hai is liye iA maiN aaj apne bhai se daryaaft karuuNgaa…unkii urdu alHamdolillah bahooot bahtar hai :slight_smile: kal aapko bataauuNgaa iA**