Say English Word , the other will say Urdu Word for it

kia baat hai ji? aaj Bilbatori ko baRaa makkhan lagaayaa jaa rahaa hai? mujhe na lagaanaa…maiN makkhan se moTaa ho jaauuNgaa :wink: baRii chamchi ho to makkhan bhii Khoob lagaa leti ho haha