Say English Word , the other will say Urdu Word for it

[quote=“Hashmat Usmani, post:4, topic:210482”]

w salaam Zuberi bhai…are nahiiN…na PhD na LsD haha…urdu gharaane meN paida huaa aur bas! :slight_smile:

nahin hashmat kahin to banday ko credit lena chahiye

is main laazmi aap ki bhi mehnat ho gi

warna hum bhi urdu gharaney k hi hain :o