Say Aameen

Re: Say Aameen

hidayat ki dua unke liye ki jati hai jinhe apni ghalti ka ihsas ho.. ye to sab se ziada apne aap ko raah e raast per samjhne wale log hain.. Quran main shayad inhi logon ke liye kaha gaya hai ke ‘jab inse kaha jata hai ke khuda ki zameen main fasaad na phelao to yeh kehte hain hum to muashre ko sahi kar rahe hain’