Yes you must be right yeh fox tox tu baat ka batanger banaty hain or ham foran man bhi lyty hain. Or mery ghar ky samny ju kisi kambakhat ka kutta ya billi hamysha farigh ho ker jata hy na :okissi din nazar a giya tu manhoos ko goli maron gi. Kash yahan bhi yeh law nafiz ho jaay tu kitna acha hu.