keon khailni hay kia ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
g nhi ap jaisay ‘‘kachay’’ players k sath khel k mein apna time waste nhi kr skti
Chalo phir Pitho Garma Garam Ya Phir Geetay khail lo ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
aaraay yeh konsi kabadi hai yaar?
iss kabadi ka naheen pata
sara please explain to him
Aap kay zamanay ka hoon ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
hamaray zamany k to nhi lgty
ap to puranay zamany k khelon k name bta rhy hen?
u ko kaisay pata yah puranay zamanay kay khail hain
kia tum nay naheen khailay hain ???
Re: sarri hoi..boring raabika
nah…mainy to ye khel nhi khely
huhhhhhhhh tou tum nay khaila he kia hay ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
apki tarah galiyon mein awara gardi nhi ki mainy…
Re: sarri hoi..boring raabika
bohaaaaaaaaaaaaaaaaaaat kiya but is tarah k khel nhi khely
waisay ye geetay konsi game hy?
Chalo G woh jo bachay tennis baal aur stone kay sath khailtay hain …
Pahli term mein aaik aik stone aur phir next term mein do aur phir akthay teen … yaad aaya kah yaad diloon ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
yar sara tum ney pitho baari to khaila hoga naa? its fun!![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
nhi rabika mainy geetay to khely but ye pitho baari konsi game he i dont know about it…
Re: sarri hoi..boring raabika
jab jana ho bta dena rabi
main fir aonga sukoon se
waise ja kahan rhi ho ?
Javed Pai kaise hoo ![]()
Re: sarri hoi..boring raabika
decent me fine allhamdulilah…ap kesy hen?
rabi kahan ja rhi he?
Re: sarri hoi..boring raabika
^:smack:
sara yeh na aween mey keh rahey hein:snooty: hum dono ja rahey they na us ki baat kerahey hein ![]()