Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
sarmad g ye chaar posts jo bach gaye hain, unko kyun itnay shash-o-panj mein dala hua hai ???
aur her baar mummy ko bula letay hain … ab mummy he aa ker ye chaar posts kareingi lagta hai ![]()
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
sarmad g ye chaar posts jo bach gaye hain, unko kyun itnay shash-o-panj mein dala hua hai ???
aur her baar mummy ko bula letay hain … ab mummy he aa ker ye chaar posts kareingi lagta hai ![]()
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
mai chaar posts puri kroo k .. nah … tmhe kya .. chaloo tum apna rasta napooo …sabash!
!
apni mummy ko bulta hoo .. tmhe bill aa rha hai … jealous log
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
![]()
finally 5 ho he gaye aik din baad ![]()
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
is it my eyes ka dhoka ya sach main sami active member ban gaya hai
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
mai to hamiesha say hi say active hooo … tum apni chuni chuni ankhoo ka ilaj krwaoooo
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
ahan i thnk i need ilaj bcz tumha yahan bhai bulya ja raha hai
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
jo khta hai khne doo .. hum piyar k diwane hai .. hum piyar karay…hehe
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
lol ok means sami is not chng aj b kuryan uske pechay hain
btw mere pass gift nhi hai
kia main ajaon party main:@:
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
lolzzz nhi … aaj kall mai kuryiooo k agay hoo .. hehe
aa jayoo … sara khana or drink or cakes tmhre zimay … or daikhoo inkarr matt krna bht cahyoo say bula rha hooo masooom si shakal banying
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
khana wagera mere zimay pay tum ker deha
ab na mat kerna deal ho gaye hai ok
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
challl khanay ka initzam to hua … abb ek or mrugii dhoodni hai … jo cake lay krr ayiee…
awaz lagying * bhai koi murgi hai ..jo cake lay krr aayeee *
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
main he hon cake b le aon ge
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
hai hai …itni meharbanyia … kis khushi mai ???
challl abb cake lay hi rhi hoo tooo 3 layers wla lay krr aana ??
Re: Sarmad ke finally 5 K !!!
![]()
5 layers this time ![]()