-- Sarhi aur us kay other Advantages ...

Re: – Sarhi aur us kay other Advantages …

SaaRhi kaY advantage kaa tau naheeN pataa… albatta agar Sahib-e-NiswaaN, saahib-e-firaash hoN aur khaatooN jo kaY SaaRhi zeb-e-ta’n kiye huaY hoN, unn kay saath Dhoti kurtay maiN challaiN tau doooor say yeh maloom hona mushkil ho jaataa hai kay saaRhi kiss naY pehni huvee hai :woho: