Re: Sard Mosam ki shayari!
sard mosam main agar aapas main sard mahri na ho to kafi romantic mosam hota hai. aap ne Bandish movie ka gana nahin suna:
Garmi main jakay paharhoon kay
Hum geet gaya karain gay
Sardi main chup kar lehafoon main
Kissay sunaya karain gay
Rut aayay gi jub baharoon ki
Phooloon ki mala bunain gay
Jakay samandar pay donoon
Seepoon say moti chunain gay
Lehroon ki payal sunain gay