Sarai kai SArai

Re: Sarai kai SArai

^Ji bilkul … aap ki kami thee …aap bhi aa ga’ey … :cb:

Re: Sarai kai SArai

hum tu subh se yaheen hain.. :bummer:

Re: Sarai kai SArai

^Aiwain vailay phir rahay ho .. koi kaam nahi hay kiya … :bailan:

Re: Sarai kai SArai

kaam tu hai, par kaam karNai ka mood nahi hai… :bummer:

Re: Sarai kai SArai

Yeh kiya ho gaya hay aajakal k unkalzzz ko … nikammay ho ga’ey hain :aj:

btw mood kiyun off hay ???

Re: Sarai kai SArai

:smack: mood off nahi hai… bas VOLATGE low hai aaj… :hehe:

Re: Sarai kai SArai

Lagta Hay Aaj aik phase say guzara kar rahay hain aap … kunda kahan mara hay :faizy:

Re: Sarai kai SArai


dil may :blush:***

Re: Sarai kai SArai

:vivo:

Re: Sarai kai SArai

seedha seedha kaho baat nahin yaad rahi :snooty:

aiwin :smilestar: khud banao, aur meray liye bhi coffee ka cup bana kar lao :what:

Re: Sarai kai SArai

Vailai log masroof ho gayai hain :)

Re: Sarai kai SArai

:sweetif:

Re: Sarai kai SArai

flirt kerna tho koi Aap se seekhay…:halo:

Re: Sarai kai SArai

sheyn chai kahan haa? :smokin:

Re: Sarai kai SArai

Seedhi terha poochein na WOH kahain hai,…:halo:

Re: Sarai kai SArai

WOH? :eek:

baat yahan tak pahoch gaye :smack: and mera official introduction bhi nahi hua tumhare saath :frowning:

Re: Sarai kai SArai

Mein ney tho intro mangi thi …Ab Woh hi na karain tho hamara kya kasoor…:frowning:




P.S…:blush:

Re: Sarai kai SArai

chalo koi baat nahi hum khud hi kar lenge :-D

tum shuru karo....

P.S. wah rey :-D

Re: Sarai kai SArai

U mean haddi ko dispose kerdein…:wink:


:cb:



P.S…" Un " ko kaheya "Somebody’s gonna get hurt real soon :aj:



Re: Sarai kai SArai

hehehe

i will give him your message if i get to talk to him before you do :p