Re: ~ Sannan’s 55 K~
main tumhen maru gi…![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
main tumhen maru gi…![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
main tumharay hath toor doon ga ![]()
Hade-e-Adad MF ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
main tumhen aur maarun gi…![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Zara aram say
phir nah shikaitain lagana mairi ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
main ne tumhari shikayat kabhi nai lagai tum khud he panga lainay main mashoor ho…![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Bud say bud naam bura :hinna:
mujh jaisa seedha sadha aur shareef banda to dhoonday naheen mil sakta ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
^khushi say mar na jatay agar aitbaaar hota…
aik number k jhootay ho tum…
Re: ~ Sannan’s 55 K~
kia baat kar di ![]()
yaqeen karo uss din mairi aankh he naheen khulli thi ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
sharam karo…kahaniyan bnaty tumhen aik minute lagta hai… ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
tum nay woh maqola naheen suna "jiss nay key sharam phootay uss kay karam " ![]()
![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
nahi main aisay maqoolay nahi sunti… ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
aab to sun liye hain na
aab amal karna ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
tum he karo amal bhi… main bay sharam nh hun… ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Congratz ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Congrats Sannan Bro ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Kuch kaam bhe ker liya kero wailay larkay ![]()
You wont get any score for these posts in annual appraisal
Re: ~ Sannan’s 55 K~
main to 24 ghantay iss par amal karta hoon ![]()
![]()
bro ![]()
yah kaam he to hay ![]()
Baqi jo chaploosiyaan kartay hain aur har waqat rotay rahtay hain sirf unn he key achi increment lagti hay
hum jaisoon ko tou daikh kar he aag lag jati hay boss key tan badan main ![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
vadda angraiz
![]()
Re: ~ Sannan’s 55 K~
Dukhee Aatma, dont act like a mazloom…look who’s there ![]()
Re: ~ Sannan's 55 K~
Congrats, Prabhu!