oye tumhari khushfehmian
tum aao to sahi zara cafe mein
mein tumhain dobara say roposh kar wa doon ga ![]()
VG hum aap ko chor kar kahan ja saktay hain
Mein hoon na ![]()
Faris what a cool AVI yaar … yaar mein to nay kahan jana hay yah Dania pata naheen keon hum ko khabardar kar rahi hay ![]()