Re: Sample Love Letters
lol…ab aisaa bhii dil kaa kachchaa nahiiN k Khudkushii kar luuN…vaise, Allah na kare, agar kabhii aisii naubat aayii to maiN to usii ko kahuuNgaa k mujhe goli maar de taa k gunaah uske sar! ![]()
ab dekhnaa yeh hai k vo mujhe goli maartii hai yaa aaNkheN maartii hai. ![]()