Re: Samosa Contest
dahi bhaloon k saath huri chutni nai hoti janaab
samoson k saath hari chutni hoti hae ![]()
Aap kahan rehte haen ![]()
dahi bhaloon k saath khaTTi meeThi chaTni hoti hae (imli ki) aur zeeray wala masala hota hae ya phir chaat masala ![]()
mein ne kal kachoryaan (chanay k saalan k saath), samosay (huri chuTni dukaan wala daalna bhool gia
) aur mix chaat (cholay aur dahi bhallay jis me samosay bhee mix thay) khayay thay ![]()
aaj soch rai hoon dahi bhallay kha loon dinner mein lekin ghar mein boht mazay kee woh kaali daal bani hiu hae ![]()