Re: samosa chaat
maiN koii teen daf’a ke liye to nahiiN kah rahaa…ek baar admit kar leN
![]()
Re: samosa chaat
maiN koii teen daf’a ke liye to nahiiN kah rahaa…ek baar admit kar leN
![]()
Re: samosa chaat
^^ baki dou dafa ki jagha photocopy chala loo gai?
Re: samosa chaat
^^ baki dou dafa ki jagha photocopy chala loo gai?
ab tum piTne kii taiyaariyaan kar rahe ho! :D good luck! :D
soo-e-maqtal Khud chal ke jaanaa maangtaa kia? :D
Re: samosa chaat
pahlay yeh batao soo-e-maqtal may aaj kia paka hai?
![]()
Re: samosa chaat
soo e maqtal meN abhii Hazraat ko zibaH kiyaa jaa rahaa hai phir uske ba’d ‘mash-2-raTs’ unheN dil lagaa kar ‘pakaayeNgii’
intizaar kar paayeNge? ![]()
Re: samosa chaat
dil rahnay dou.... masalay laga kay pakwao sahab.
koi adh darjan rotian aur achar daay diyo...intizar hoo javay ga
Re: samosa chaat
bhai, Haalat yeh hai k:
qormatun qalliyatun yahaN to haiyana
faqat daalam masoora! ![]()
chalegii? ![]()
Re: samosa chaat
daal koon sa sassti hai aaj kall.... woh hee paij dou janab naal achar, salad aur lassi na bhoolna...kheer, firni ya kulfi yeh baad main bataoun ga
Re: samosa chaat
lo ji, kar lo gallaaN…yahaN apne khaane ke laale paRe huye haiN to mehmaan ko kahaN se khilaauuNgaa…bhai, koii aur maqtal DhoonDh leN
![]()
Re: samosa chaat
Oo leh:smack2:
chalo phir donnon bhai ikhathay langaar dhundnay chaltay hain
Re: samosa chaat
han bhaiye, good idea…yaaraa, BESTEST langar to Ajmer Shareef meN milte haiN…:)…chal, chalte haiN Ajmer Shareef…:)…magar :(…yaaraa,
Zardari ne 1 million Dollar de ke ham bhikaariyoN kaa uRaayaa hai mazaaq ![]()
maiN to Indian huN, FREE meN khaa luuNgaa magar u to Pakistani ho…Ajmer ke sajjaadah nasheenoN ko tum se bhii 1 million dollar maaNgeN ge to kia karoge?
unhoN en to yeh slogan bhii banaa liyaa hai:
**AjmeriyoN kii suno, vo tumhaarii suneNge
tum ek paisaa doge, zardaarii DAS laakh degaa!!! **![]()
Re: samosa chaat
1 million dollar ki roti woh bhee langaar saay… waisay… woh paisay Pakistan kay sarkari Khazanay saay diay janay hain…tau mujhay bhee utni hee rotian milni chahiay jitni app ko…magar bootian dou char ziyada lay loon ga
Re: samosa chaat
miyaaN, aap kuchh kaho, Zardari kuch kahve…vo to kahveN k parvate vijit thi so parvate money bhi tha. yeh Pakistan kaa khajaana kidhar se aa gayaa? ![]()
ab to miyaan banaavaT [artificiality] ka jamaana aan paRa hai…boTiyaaN aur roTiyaan donoN hii pilaaskTik ke bane haiN miyaaN!
![]()
Re: samosa chaat
Khali hee sahi… khazanay kay naam pay khali account tauhai na ![]()
plaskat ki rootian aur bootiyan hafzay kay liay achi hooti hain
Re: samosa chaat
thread ka satya naas kar diya tum dono ne ![]()
Re: samosa chaat
thankoo to boleN
hehe
Re: samosa chaat
Gol Gappay rox!
Re: samosa chaat
kis baat ke liye
Re: samosa chaat
u kii thread kaa satyaa naas karne kaa
![]()
Re: samosa chaat
**Is thread se mujhe phir air bohat sad story yaad agai ![]()
Yesterday I took my mom out to eat. I was craving Samosa Chaat SOOOO bad! And where we live, the closest desi restaurant is 30-45 mins away.
So we went to the restaurant, really excited!
Pehlay to ye huwa, k khanna ageya aur samosa chaat nehe aye.
Aur jab le he aye samosa chaat… to vo kharab thi! ![]()
**
Desi restaurant zindabaad! ![]()