Salute To Cafe MODS

Re: Salute To Cafe MODS

Haaa hai hum koo bay sharam kah gain aunty :teary2:

Re: Salute To Cafe MODS

:emmy: apnay maasoom bachoon ko baysharam kyon keh rahi ho

Re: Salute To Cafe MODS

^^ :omg:

Re: Salute To Cafe MODS

mein tumhain keh rahi hoon:emmy:be sharam larki cool breeze

Re: Salute To Cafe MODS

awww aunty :hugz:
abb ghusa nai karna
humaray saath hansoo aisay---->:omg:

:phati:

Re: Salute To Cafe MODS

koii bachoon ko khuch kehta hia mujhe hansi bilkul nahi aati:bummer:
thanx ab gunsa nahi karoon gi

Re: Salute To Cafe MODS

yeh duniya hay hee bari chawal aunty
app fikar not karooo

:chai: peo app dhodoon wali

Re: Salute To Cafe MODS

waqi mein bilkul tumhari tarah chawal hia:halo:

Re: Salute To Cafe MODS

ab baat ko na badlo. achaaaa :emmy:
mujhey tum per pehlay hi shaq tha

:sheen:

Re: Salute To Cafe MODS

kis baat ka shaq thaa:emmy:

Re: Salute To Cafe MODS

chalo ab baat ko barRhaanay say kia faaida :stuck_out_tongue:

:chai: pi lo aur thundi ho jaao :phati:

Re: Salute To Cafe MODS

kay bachay bay sharam hain
:omg:

Re: Salute To Cafe MODS

sochna yea hay k wo seekh kahaan say gaye :hmmm:

Re: Salute To Cafe MODS

:crying: :crying: cilly billy bohat tang kerti hai mujhe

Re: Salute To Cafe MODS

punchal say pakar kay PuwaAn kay dewar main maroo :emmy:

Re: Salute To Cafe MODS

:devil:

aur karoon :dixsi:

Re: Salute To Cafe MODS

tu tumharaa sar isi liye pichkaa howa hai :halo:

:sheen:

Re: Salute To Cafe MODS

not a bad idea :dixsi:but us ko chot lage gi naa mein yeh bhi nahi chahti naa:blush: eik hal hai mere pass us ki kahenn shaadi kerwa doon gi:D

Re: Salute To Cafe MODS

iss wajha say nahen… woh tau main nay soochna shuru karr diya thaa issliay

Re: Salute To Cafe MODS

hey DWD

:waves: