Re: Salute To Cafe MODS
woh tau apnaY hoN gey naa ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
woh tau apnaY hoN gey naa ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
baat nashtay say bachoon tak kaisy pohanchi ![]()
2 minut kay liay tum bachoon koo akaila nahen choor saktay β¦larny marny lagg jatay hoo ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
bachaY
munn kaY sacchaY ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
phir bachon koo election main na khara karr dain iss dafa
Re: Salute To Cafe MODS
barray khoon peetay hain eik dusray kaa
Re: Salute To Cafe MODS
haan tumharay bachay mere hathay charhay naa to unhain saari shaitaniyaan sikhaaon gi abba ko kaise tang kerna hai
Re: Salute To Cafe MODS
shaitaan kee khaalaa kaa role aap par waisaY bhee suit kartaa hai ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
lagta hia tumhara yehi kaam hia
Re: Salute To Cafe MODS
^^ badooQ chalani bhee sikhao gi bachon ko?:aq:
Re: Salute To Cafe MODS
aur tum shaitaan ka right hand ho:hmmm:
Re: Salute To Cafe MODS
main nay yeh kaam app jaisay barRon say seekha hay ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
right hand kaY ulTay haath kaa JhaaNpaR hooN maiN shaitaan kaY liye ![]()
Re: Salute To Cafe MODS
kiyoon us mein kiya buraii hai bare hoon gay seekh lein gain paani ki bandooq se paani pekhna:snooty:
Re: Salute To Cafe MODS
![]()
Re: Salute To Cafe MODS
oh to shaitaan bhi tum se darta hai tum us se bhi aagye ki cheez ho
Re: Salute To Cafe MODS
buri baat tau koi nahen ,magar pata nahen chalta kab bacha pani ke bandooq choor kay asli bandooq utha laita hay
Re: Salute To Cafe MODS
yeh tum sikhana apne bachoon ko:snooty:
Re: Salute To Cafe MODS
buss khala saY kum hooN abhi :halo:
Re: Salute To Cafe MODS
abba jaan DMD aap bata dena naa unhain buri achi baatein