Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
dhoti ![]()
paai ab jaany do ye b/day waghaira kay shaghal… kaafi mana li hain
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
dhoti ![]()
paai ab jaany do ye b/day waghaira kay shaghal… kaafi mana li hain
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
chacha jii ![]()
app janay dou na ![]()
bachon ko khush bhee nahen hooonay daitay aur tohfa bhee nahen daitay ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
acha ye lai tuhfa… ![]()
fikar naan faaka… tay mouj kar kaaka
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
hun app ke bday kadoon hai?![]()
main truck bhar kay aisay tohfay laon ga ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Dhoti, kia aglay saal ki BD pawrty bhi abhi karwaani hai
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
aglay saal ke aglay saal hoo gi kay
aglay maheenay ki baat karoo ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
tum itnay saaray tauhfay rakhtay kahan ho :aq:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
tum ko bata doon tau main tau kangaal hoo gaya na
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
50-50 kar laitay hain na ![]()
tum lafafay rakh laina. mai un kay ander waali cheez rakh laiti hoon ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
^ kia samjh hai mujh ko
abhe abhe new khan say yadgaar utra hoon:hoonh:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
yadgaar sey daata saab jaanay ka iraada ho ga..
ab kia mungal ko bhi kamaai shuru kar di, paa jee ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
kia karain kharcha hee bohat hai
nave tupe dalwani hai cycle main ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
araay chacha khair dinaa ![]()
kitni dafa kaha hai cycle per tokri rakh lo, puraani jutiyaan vaichnay ki. paisa hi paisa ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
issi mahinay kay shroo main guzri hai…
ab aglay saal tak intezaar karna pary ga ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
:desimunda:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
happy bday dwana uncl;e:D
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
dhoti bhai abb to app next mahena garah arahi hai. (monthday, extracted from birthday)
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
app koon sa cake banao gi mahgirrah kay liay
khali haath entry manNa hai ibb kay ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
i gonna make tomato cake (tamatar cake) ![]()
hope you gonna like it :halo:
i am collecting galay saray tamatar for that ![]()
p.s. abb to main a-sakti hoon na ![]()