Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
daal marunday wali shakal aur batain cake ke
wah ji wah ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
daal marunday wali shakal aur batain cake ke
wah ji wah ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Nai is bar yeh bar bar ki BD koi dhaga kholna “bar” (Sharab wala) Main jany ky mutradif samjhyga
** so meri pyshangoi yehi hai ky isi sy kam chaly ga. **
Mods kuch keh nahi rahy magar mujhy patta hy is khamoshi ky pichy koi toofffaaann! chupa hai zaroor koi ordenanace jaro ho ga tumhary liy:D
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
![]()
pastool kahan hai
goli maar dou
itni mushkil urdu
![]()
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
shakal tu kaalay chanay jaisi bhi nai hai ![]()
kia kar saktay hain :hinna:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
oye yea konsi urdu hai ![]()
![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
woh cheezain khaya karoo jo munh kay phit baithte hoon
like kalay chanon ke chat
lobya
bhindian
honsla dost ![]()
tum akailay nahen hoo
idher bhee husan ki barish nay keechar kaar diya hai ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Ye lo ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Just sit back, relax and enjoy my puhnchi hoi Urdu phir samjh aay gi dimagh baqi cheezon sy khali ker do bas:D
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
GN eik baat batao…
jab bhee urdu likhni hooti hai keyboard ulta kar kay kiun type karte hoo?![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
tumhin kiya aytraz hai ulta hu ya seedha:wink:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
husan ki baarish ka keechar
![]()
isi liye tum kuj apnay apnay sey lagtay ho ![]()
Teenday ziyada phit baithtey hain.
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
tumhaari first post kay baad hi maira saara dimagh khaali ho gaya tha ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
parhne tau hum nay hooti hai na
itni dair lagte hai kay bus nikal jate hai station say ![]()
tau teenday khaya karoo namak laga kay
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Dykha ab meri Urdu samjh anny lagi na:D
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Bas tu socho, " Ju hota hai achy ky liy hi hota hai"
Shaid tumhin bhi 2/1/2 ghanty main dhai karor mil jain:omg:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
sohn halwa…khwao…aur apna tohfai da number lawao…from generallllllll cooollllllioooooooooooooo…ofcourse
![]()
ps salaam to u humens:phati:
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
Abby Hussain87 kahan sy nikly ho aj:D
Wasllam Hussain from Human
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
jee achaa ![]()
pata nai kis kis dasht-o-darya sey guzarna par raha hai mujhey ![]()
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
![]()
you’re saying salam to humans only
how about these cafe guppies
Re: Salgirah Mubarak Dhoti Main Dhmaka
cb ..woh tumhari tarah hain ab tum bato un ko kiya kaha jai:pagli:..