Re: Saleem Shahzad suspended from MQM
panchi pai yeh sarha howa ikhbaar kya bhaati gate ke korhay se nikaal kar laaiay ho?
aap ke Pm ko male ghanimat ki koi asli raseed nahiin milli aor who qatri shazaday ko patta nahin kintni rishwat de kar pattar likhwaya taak-e black haram money white halal ho jaaiay
kabhi yeh socha hay ke yeh criminals ko kon lay aaya. bacha agar us waqt paida nahin howay the to aap ke leaderan ka roohani baap Amir-ul-Mominin Shaeed General Mohammad Zia-ul-Haq ka yeh karnma tha. baat hay sachi magar hay barhi ruswai ki ![]()