Salam bhai saab,
welcome, lekin yahan sambhal kay chalna… yahan deewaron kay bhi kaan hain ![]()
aur yahan ki lerkian… toba meri ya-allah!! thori si baat kero lerkay peetnay kay lyay gher bhej deti hain…
aur kabhi kabhi shayad you’ll be picked on… and aap ko apni dum pakar kay bhaagna peray gaa…
is kay ilawa sub set hai… ![]()
again, welcome!!