salam bechooo

Re: salam bechooo

No worries ...zara aap kay level saay oonchee Ball thee...Message has sent but no reply yet...I thi nuk ..Bari bee sharma gaain hain.. Love letter paa ker.

Allah Hu

Baba-Geee

Re: salam bechooo

^ darr gaee hoon gee

Re: salam bechooo

Ab iss ummar mein darna aur hide and seek khailna jaiz nahi hai...aap dartaay ho kiya ....Mujh saay....:D

Re: salam bechooo

Walekum usalam Dadi,
Chaloo talashi do, mujhe lagta hai ke tum ney apney ghararey me BOOM
:kaboom: choopa ya howa hai

Re: salam bechooo

achaaa…konsa nick…main to 2/3 yrs say a rehi hoon GS per main nay to kisi ko aisay boltay nahi daikha heryaaan peraishan hoing

Re: salam bechooo

hay hay tobah kero lerkay bawlay ho gay ho kiya…

Re: salam bechooo

bechay app to sub say pehlay glasses chnge kero bohet hi ghelt pehchantay ho…aur apnay jasoos bhi change kero (jasoos bechay app ki bata nahi ker rehi) …aik dem k nakara hain…itny ghelt khebrain..heryaan peraishan hoing + bay hosh ho k nichay giring

Re: salam bechooo

hay hay lerkay.....sethyay gay ho kiya...........anwar bena diya.......
uff beray hi makholi ho

Re: salam bechooo

hay hay tobah kero…na meri ab koi umr hay..laal peeli hoing**duppettay ka pellou ghouming:blush:

Re: salam bechooo

ho hay........kia zemana a gaya hay.......uff yeh lerkay to...buzurgoon ko bhi nahi bekhstay...
aray main kehti hoon gher main maan behen nahi hain kiya glasses k peechay say ghooring + bailan dhoonding

Re: salam bechooo


Lo apni ummar kay babay ko Larka Bana diya :biggthumb..Larka hongaay tum, Larka hongaay tumhaaray honay walay...Mein tu sweet Baba Houn..

Allah Hu

Baba-Geee

Re: salam bechooo

hai lachnow ki dadi, mujhey pata hey tu wajpai ke sath gilly danda khelti thee
Ya to tu India ki jasoos hai ya phir CIA ki agent chaal ab theek theek bata

Re: salam bechooo

welcome bare bee

is ummer main ab yeh rangee shooq kion ho gaye app ko ?

chalo uncle aunties dada baba sub thay hee yahan ik bare be ki kami thee app nay poree ker dee

Re: salam bechooo

ho hay.........lerkay berhoon say bata kerna nahi atti.....jouta dhondhing......na adeb na laihaz.......kia benay ga humari qoom ka heryaan peraishan hoing

Re: salam bechooo

bus jee "aik kemi thi GS per...hum tashreef ka tokra utha lay" (jagjit unkil soowy app ki ghazal k haath paoon thor diyay)

bus bechay is umr main kon poochta hay humain...isi liya idher chelay ay:)

Re: salam bechooo

hay lerkay.....kheberdaar meray honay walay "UN" ko kuch bola to shermainglaal peeli hooingduppettay ka pelou ghoumaing

Re: salam bechooo

Array meri pyari pyari Dadi bora man gai, main to majak ker raha tha.
kher aur sonayey dadi kesi hain aap, dada merhum ka phone aaya tha poche rehey they ke aap kub upper aa rehi haiN ?

Re: salam bechooo

Bari beeeeeeeeeeeeeeeeee belcome :)

btw porana nick kya tha :-|

Re: salam bechooo

^yara yeh app log her new commer per itna shak kion kertay ho

Re: salam bechooo

^ humain pata chal jata hai ke kon naya kon porana hai ;)