w/salaam bhai :d tum kya kar rahe ho? mai abhi ghar janevale hoon. tab mai kuch padhai karoonga. apke koi messenger service hai? aim, msn, ya yahoo? mere aim hai. mujhe aim bahut pasand hai. lekin sab mera pals gupshup par ke msn hai. khair, aaj library mein maine ek-do hindi-bolnivali ladkiyaan dekha. lekin mai unko kuch nahin kahaa kyoki meri hindi bahut buree hai aur mai shy hai >:
!!! rezzy!!! aap idher aakay COMPLAIN kurrahay hain kay koy aapkay saat urdu/hindi mai nahi bolraaa..... aur jub may online aatee hoon tho phir aap kubhee meray MESSAGES ko REPLY nahi kurtain :(........