Sajal baji n sadaf

Re: Sajal baji n sadaf

:blush:
Yaar yeh khabar zuban-zad-e-aam to na karo

:chusni:

Re: Sajal baji n sadaf

kia matlab ? :chusni:..:blush:
sajal baji u don no ? :eek: :eek:

Re: Sajal baji n sadaf

OMG yeh kIya ho GAYA :eek:

Re: Sajal baji n sadaf

Kia ho gaya??ankhain phat gaie???

Re: Sajal baji n sadaf

buss ho gaYa :eek:

Re: Sajal baji n sadaf

tumhari shadi kab hue??? :eek:

Re: Sajal baji n sadaf

kab hooa ?
kaisay hooa?
pehlay kion nahin bataya?

Re: Sajal baji n sadaf

:yawn: o yea kahan aagaya… sorry aunties ghalati say yahan pohanch gaya woh kya hai kay mujhay neeend mei chalnay ki aadat hai :sleep:

Re: Sajal baji n sadaf

neend main chaltay hooay ko agar koi jaga day to heart attack bhi ho sakta hai

Re: Sajal baji n sadaf

ssajal baji aap boht wo hoo :blush:.

mera baby nai hona ..i was talking abt someone else hete :chusni:..

Re: Sajal baji n sadaf

konsi jaga :konfused:

aur yeh kia ho gaya, Q ho gaya, kab ho gaya, kis liay ho gaya wagerah wagerah sawal Q poochay ja rahian haiN :meeno:

Re: Sajal baji n sadaf

To tum answer kar do....

Re: Sajal baji n sadaf

to kia abi kisi ko pata nai ke yeh sab ho gaya ha ? :konfused:..

Re: Sajal baji n sadaf

acha ji good night :yawn:

Me going to :sleep2:

Re: Sajal baji n sadaf

dar asal nanooo bhaji walay ki phoopi ki baiti kay saalay kay haaN dumba hua hai bakar-eid per :phati:

bolo tou thora ghost kay aaon :smiley:

Re: Sajal baji n sadaf

haan un ka tau pata hai
hum ek bar phir say khala bannay walay hain :blush:

Re: Sajal baji n sadaf

^ Mubarak ho Mubarak ho!
Tohfa kia dena hai baby aur baby ki amma ko? :phati:

Re: Sajal baji n sadaf

^tuhfa???
Jo aap mushwara dain? :D

Re: Sajal baji n sadaf

Apna dimagh khud istemal karo :nahnah:

Re: Sajal baji n sadaf

^:chusni: