Safaid Baal

Re: Safaid Baal

It looks abnormal on the girl and would be gayish on men

Re: Safaid Baal

I havE seen a lot of guys with highlights in Pakistan.

Re: Safaid Baal

duniya kahan say kahan pohncch gaye ..ab kon safaid baalon k gham main mubtala hota hay..yeh matrook issue hay

objection your honour zor say hath mar ker thread main zalzla laaing

Re: Safaid Baal

^ itni zor say hath marnay ki zaroorat nahi thi, aapkay aanay say wesay hee thread main zalzala aajta hay

Safaid Baal

^ Hi reader welcome here .

Re: Safaid Baal

app taawel e baed istimal ker k mujhay moota kehnay ki nakam koshish ker rahay hain

Pehley tou kabhi kabhi gham tha :stuck_out_tongue:

Lol. Jinke safaid Baal hain app un becharo se puche ke unke dil pe Kiya guzarti hai :snooty:

Yeh kon hain :fatee:

Re: Safaid Baal

thank you

Re: Safaid Baal

meri nakaam koshish ko aapnay kamyaab kardiya, friend in need is a friend indeed

time to sleep

Re: Safaid Baal

kuch nahi guzartee yaar ..hair colours nay sub ka masla assan ker dya..,mainy to borhe auntees k bhi safaid baal ab nahi dekhay

yeh JINN hain ..wohee walay jo kehtay hain

mujhay kaam bataao main kia keroon main kis ko khaaooN ; )

Re: Safaid Baal

inssan neend main kuch bhi bol sakta hai ..app ney mere kamyab koshish ko khud nakaam ker diya..

Re: Safaid Baal

Safaid Baal hotay hain boorhi orton ke per hair color se chupa deti hain.

Re: Safaid Baal


yeh aurteN booRhii hone/lagne ke Khayaal se itna lara kiuN jaatii haiN...i think natural grey hair are part of growing up...aurtoN ko baal nahiiN rangne chaahiyeN :)

Re: Safaid Baal

:emmy:

Orton se zyada mardo ko hair color aur har kisam ke color ka shoq houta hai, yaqeen na aye to apna siggi dekh Len.

Re: Safaid Baal

kavii kaa dohaa btw baaloN ke liye nahiiN hai! hahaha…maiN to har roz mardoN ko dekhtaa huN jinke natural hair hote haiN [salt N pepper look so natural and graceful]…i’m sure women with ‘salt N pepper’ hair will also look great if they become brave enuf to go out like that. :slight_smile:

Re: Safaid Baal

Isi thread Mai itni larkiya keh chuki hain ke unke Gray hairs hain and they don't color their hairs.

Re: Safaid Baal


ab amiN sab kii threads thoRaa hii paRhtaa huN...maiN ne to general observation kaa izhaar kiyaa thaa...aurteN bhooki rah leNgii lekin $500/month parlour meN zaroor Kharch kareNgii lol hai na?

Re: Safaid Baal

Mai isi thread Ki bat kar rahi thee :smack:
Pata Nahi .ab zahir hai Jo afford kar Sakta hai wo yeh chonchle kare ga parlour jane ke…

Re: Safaid Baal

chalo Theek hai…maiN to kabhii apne baal dye nahiiN karuuNgaa aur na hii apnii biwi pe zor DaaluuNgaa k vo kuchh aisaa vaisaa kare…:slight_smile: