kissi ki batooN meiN aanay ki kia zaroorat hai, mujhay khood hi shaitan ka laqb mil chuka hai confused ki mehrbani ki waja say. I tried to hide a long time but inhooN nay to bhanDa phoR hi diya.
bengalan ka kia poochti ho, her eik kay dil-o-dimagh par sawar hai
haan yeh miss007 wohi to nahiN hay jo kuch dinooN pehlay yeh dua maang rahi theeN kay Allah karay hamaray ghar meiN bhi kissi ki shaadi ho. Mera khayal hai yeh ghar ki ikloti heiN.
we ARE at the topic .. rishton ka bukhar poori shiddatt say charha hua hay .. i just got off msn in a same window as sofina, nia & roshi and my myyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy .. are THEY the RISHTAY-OFFICE-ADMINS or what???/
Faizzzz bhaiiiii you are getting of the topic again… Sadiaa bajji ka rhista paaka kaarain naaaaaaaa… mai aur maryam intizaar kaar kaar kai thaak gaee kai kaab hummaree baree behan ki shaddi hogee
aur jahan tak baat rahee miss007 ki, to yeh to gr. 11 mai hain.. aur inko bohat zyada jaldi ho rahee hai.. abhee thoray din pehlay hi msn par baat hoee thee.. bohat hi jaldi hai issay bhee aur aapki ka to poochye hi nahee !!! dekh lain kaisa zamana aa gya hai.. khood zid kar kar kay shaadian karwana chahti hain apni !!!
Miss007: ji ji !!! khailnay koodnay kay din hain na !! MSN par to aap kuch aur hi keh rahee theen !! kyoon ammar bhai !!! sahee kaha na…lol zyada force na karo warna mujhay logs paste karni par jain gi
Lakin phelai bajji ap nai bhai kai liyah kuch kaariyai, i was talking to Khan_sahib on msn earlier…and i think he needs to get married before everyone… so jaaldee sai rhistaa office ko contact kaariyai.. and get to work
.. baji ko pehlay raastay say hathaana hay na ? hehehehehe..
yar its up to her .. wo razi hi nahin .. larka dhoondh kar laaya bhee to ye dara dhamka kar bhaga day gi ke oye jayo jayo kaam kiya karo kuch, main na to chai banaati hoon na this na that..
yaar, fikar not.. sadia ke rishte ka zimma mairey oopar hai naa.. abhee talash jaree hai… aapko pata to hai.. one in a million type ka larka dhoondne mein time lagta hai..
ammarr aur meiN bas yahi raaz ki baat ugalwana chahtay thay kiyoonkay hum nay eik adad bengali ka bando-bast kiya hai.
**Confused wrote …
yar its up to her .. wo razi hi nahin .. larka dhoondh kar laaya bhee to ye dara dhamka kar bhaga day gi ke oye jayo jayo kaam kiya karo kuch, main na to chai banaati hoon na this na that..
**
jahan tak sawal hai inkay razi honay ka to hum nay bengali ko DhonDa hi is liye hai kay baychara chai bhi banaye ga aur machli bhi fry kar kay diya karay ga. sadiaa soda bura nahiN hai
aapki: OAY HOAYY.. baichainiiii jaldiiii to ddekhooooo..lol chalo theek hai..aapko jaldi nahee hai na ?! achee baat hai phir pehlay tum 25-30 ki ho jao.. phir tumhari karwa daingay pehlay miss007 ki karwa daitay hain ..
mujhay koee deal weal yaad naheen.. deal to bus yahee thee kay tumharee shadee karnee hai.. jald_az_jald!
waisey, main tumharey liye ek acha sa bengali naukar rakh leta houn.. pooray din kaam karey ga.. bengali to hai hee.. paisey mein de dia karoon ga usko… theek hai ??
Acha to ab apni shaadi ki khooshi meiN bahanay bahanay say ahmadjee ko eik naheen, do naheen, teen naheeN, chaar nahiN balkay pooray paanch Dabbay diye jaa rahay haiN
array baRi bee kuch to sabr karo. fikr na karo baRa tabaedaar bengali hai. kuch karna hi naheeN paRay ga. baiThay baiThay hi khaa khaa kar gol guppa hoti raho gi. aur kia chahiye hameiN apni piyari si behna kay liye. bus woh achi sehat ki maalik rahay aur bengali kay saath khush rahay
hamaray yahan pehlay shaadi baRi behn ki hoti hai to miss007 and aapki and saray laRka log ko intezar karna paRay ga.
so there, me and khan_sahib, dono barey bhai, is baat par mut_a_fiq ho chukey hain ke sadia ke liye ek tabedar sa bengali dhoonda jaye... let the games(errm, the search) begin!
~It hurts to love someone and not to be loved in return, But what is more painful is to love someone and never find the courage to let that person know how you feel.~