P_G
April 4, 2006, 5:16pm
21
Re: Sadaf
[QUOTE]
^what's your location
[/QUOTE]
sajal > main to karachi main hoon
[QUOTE]
kya huwa sadafa ko
[/QUOTE]
Bib > pehlay to app batain app ko kia hoa jo sadaf ka nam he bigar diya
bhye woh kafe dino say nazar nahi ayeen .bake sub khair hay
DB
April 4, 2006, 6:10pm
22
Re: Sadaf
Sajal, Sadaf is gone to Pakistan. She will be back soon. Read my journal entry on her for full details. :k: Too lazy to ‘quote her comments’ here
Re: Sadaf
i miss sandi too =(
wat happened btw? i hope she's alright. Allah (swt) us ko sehat aur tandrusti dey
Re: Sadaf
^Ye sadaf dosri wali hai, Sandleen nahi.
And I also hope Sandleen comes back soon.
DB
your journal doesn't say when she is supposed to come back. :(
Sadaf
April 5, 2006, 7:37am
26
Re: Sadaf
Aray logo abhi ham zinda hain.
Aur apnay piyaray Pakistan ki zameen pe barajaman hain
I have been away for some time now, thanks to MODS first for blocking my IP. Jab woh bahal hooa us ke aik din baad main idher aa gaie..
Aajkal shopping pe zor hai islieye time nahin milta
PROBLEM GIRL I miss you too yaar…
InshaAllah wapis ja ke phir zor-o-shor se entry maaroon gi
Sajal ki bachi khud aisay gaieb hooi jaisay gadha ke sar se seeng. Ab kion rona ro rahi ho, us waqt mera khiyal nahin aaya tha
James Bhand
YOu miss me too???
DB lub ju, mish ju
nakhan
April 5, 2006, 8:20am
28
Re: Sadaf
Aray Saddo aap phir wapas aa gaeen
aish karrahi hain pakistan main aaj kal, wow
Re: Sadaf
hamain tou koi miss / mister nahi karta
Re: Sadaf
Aap har jagah pohanch jaatay ho tou koi miss ya mister kiyun karay
nakhan
April 5, 2006, 8:32am
32
Re: Sadaf
nakhun kaisay ho
Achaa hoon P^K…
tum logon ki karachi meet ka haal kafi late parha tha, khoob mazay kiya tum logon nay na!!!
Re: Sadaf
Ab aisy baat bhi nahi hay PK (tunn) Bhai
Yaar koi to ho jo hamain kabhi miss karay na… zooor say >
nakhan
April 5, 2006, 8:39am
34
Re: Sadaf
^^ zoor say miss karay...
acha chalain phir kuch kartay hain is k liye...
Re: Sadaf
Nakhan …Tum aatay tou aur bhi maza aata yaara … kab aa rahay ho
** LongR bhai** …Mainay pina chorr di hay ;)…yeh batain aap ki meet ka kiya hova
nakhan
April 5, 2006, 8:43am
36
Re: Sadaf
^^ aain gay Inshallah jaysay hi moqa laga...
Hamardi meet yaha bhi jald hi ho gi Inshallah grand meet
Re: Sadaf
yeh kab hay aur kahan par ho gee
Re: Sadaf
Aceones! aur NayaKhan ki wapsi par Doo-Bhai main Grand Meat Maayusee say bachnay kay liya apni Na-shsist aaj hi book karwalain…
:bhangra:
Re: Sadaf
^Woh dono kab padhaar rahay hain DOO^Bhai .... :(
Re: Sadaf
^^ Doonou Bhai Doo-Bhai main hi hotay hain, both are traveling over the week-end for their short trips, I beleive…
Once they are back in town, Insha’Allah we’ll arrange for a get-to-gether
PK; why dont you plan a visit to Doobhai and make our grand meet a Grand-Grand Meet