Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
Hi sadaf masi
kia haaaaaaaal hai masi appppppp ap ka :)
Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
Hi sadaf masi
kia haaaaaaaal hai masi appppppp ap ka :)
Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
:D:D
Sadooo ki aqal ko daad daing
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Oay… mujhay pata tha kay aap kaalay chashmay ki “aarr” say “Khajooroun” par nazar lagaey huwi hain
Main jaisay hi ki building may jaoon ga aap “Khajooroun” par hallaa boul dain gi… ![]()
![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Oaay tera bera paar jaye… Zaban chirata hay…
aisa na ho k us bhains ki “Zabaan” ki requirement bhi aa jaye ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
^Us ki requirement aap kay liay aa ga’ee hay kiyun kay khanjar say aap ki zaban katt gaee hay ![]()
Tumhari bhi aankhain kharab ho ga’een hain kiya…daikh kar likha karo ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
^ Jhotay Ilzaam lagatay ho sharam nahi aati....
BTW Ooopsss
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
NaKhan ki sirf aik aankh kharab hey… ![]()
:desimunda:
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Agar yahi haal raha tou dosri bhi buhat jald kharab ho ja’eygee ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Kharab nahi hay Attia ki thi kisi ko… ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
To tumhari bhains kis din kaam aye gi…
main bhi line main lag jaoon ga Sadaf k baad
D
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Lagta hai PK ka bhainson ka bara hai ![]()
kisi ko dum tohfa kar raha hai kisi ko aankhain.
Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
^ paroosi ki bhains churai hay poori bechay ga to pakra jaey ga...
isi liye parts main sale kar raha hay wo bhi dosray country main
bohot chalak hay ye...
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
^Naiki kar darya main daal ![]()
woh sadaf khala kay liay hay tum kaheen aur dhondo aik aank wali bhains ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala's AVATAR ~~
sadaf has a cool aviator, perfect foe summer :)
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Aap ko poori bhains chahiay tou kah dain …bahanay na banain ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
^ thankoo thankoo
Lone Bhai - khajoor ke darakht pe kion atkay hooay hain? please andar aa jaien warna behosh ho jaien gay
NAkhan - ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
main ne poori bhains ka achaar dalna hai kia? ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Aap kay haan bhains ko achaar daaltay hain..yahan tou chara daaltay hain ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
![]()
I never said that…
Khud se changes kar laitay ho, main nahin bolti ![]()
Re: ~~ Sadaf Khala’s AVATAR ~~
Yeh chalaki mainay tum say seekhi hay guru ji ![]()