Sadaf Aunty

Re: Sadaf Aunty

for now yea… :smiley:

Re: Sadaf Aunty

par midnight huay KAFI dair ho chuki hay yar. . main to ab khirki band karnay laga hoon .. ;)

Re: Sadaf Aunty

ParbatoN se aaj maiN takra gia…
tum ne de awaz lo maiN aa gia… :blush:

:chai:

Re: Sadaf Aunty

midnight huwey abhi aik hour hi huwa hai :smack:

tumnay tou waisey hi andhera kiya huwa hai lamray may …:smiley:

Re: Sadaf Aunty

Aa hi gaey ho to chup karwao in ko :bailan:

Re: Sadaf Aunty

:wink: aur kiya ..

tashreef kab la rahi hain phir? baraf, sufaid chaadar aur alcohol taiyyar hay, plus nokeeli cheezain READY hain

Re: Sadaf Aunty

laga rehne day… iss mousam maiN aisa he hota hai… enjoy karne dayN inko

aap idher aao… :chai: :chai:

Re: Sadaf Aunty

This is really too much information..

Re: Sadaf Aunty

AUR kiya .. apna zamana yaad karain bahaaron ka ..

Re: Sadaf Aunty

yeah give me a cup of coffee, dimagh ghoom gaya subah subah

Re: Sadaf Aunty

how is that too much information ? i promised emm that my tummy-ache problem is diagnosed upto the appendicitus removal and i will let her do it under her instructor’s supervision .. thus the ice, alcohol and nokeelay auzaar…?

tsk tsk tsk

Re: Sadaf Aunty

^ no need for the explanation :)

Re: Sadaf Aunty

aray hushhhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh… hamain sab pata hay .. idhar objectional baat dekhi, udhar uchalna koodna shuroo ..

where is sadiyah now .. i miss her jumping ninja turtle :hehe:

Re: Sadaf Aunty

^ koi uchal kood nahin kar raha..
aap fiker mat karo

:p

Re: Sadaf Aunty

han ji han.. khisyani kekri, dhaga nochay :mocking:

Re: Sadaf Aunty

i just had one… aur dosra aap k ley hai… waise its not subah aadha din nikal chuka hai… :slight_smile:

Re: Sadaf Aunty

yaar abhi saarhay nau hi to hooay hain...
aadhi duniya soi hooi hai.

Re: Sadaf Aunty

o khair howay .. ye pakistan ka crowd aana shuroo ho giya kiya?

dang! lagta hay aaj saahiwaal express jaldi aa gayi hay .. ya kal ki late huee aaj pohanchi hay ..

acha baabay te antiyon salama-laykom.. is say pahlay ke "baqi" log dhaawaa bol dain, ham idhar say apni chaadar, baraf, alcohol aur nokeeli cheezain trans-phurrrrrr kar kay baju waalay kamray main bandobast kartay hain ..

Re: Sadaf Aunty

faizy :smilestar: aunties ka tou khayal kar lou :smiley:

Re: Sadaf Aunty


Kion Pakistani crowd se baat kartay hooay sharmidagi hoti hai kia?