~Sad Poetry~

Re: ~Sad Poetry~

**Ansoo bharee hain yeh jeevan kee rahein
koi unn say keh deh hamein bhool jaein

wadey bhula dey kasam tor dey woh
halat pey apni hamein chor dey woh
aisay jahan say kyun hum dil lagein

barbadiyon kee ajab daastan hoon
shabnam bhi roye woh asmaan hoon
tumhein ghar mubarak hamein apni aahein**