*****SAB MATAWAJJO HUN*****

Re: SAB MATAWAJJO HUN

Shehd ki makkhi bagh main jaye gi, waha phool ka rus choos ke shehd ka cchatta banay ga, phir oos cchattay se moam ya dia banay ga, dea jalay ga to parwana aaye ga, aur phir parwan deay ki shama ki gird ghoom ghoom kr apni jaan dy dy ga :frowning:
wesay etna lambay chaurray context wala shair hai, itni der main banda lahore se sahiwal ponhach jata hai :stuck_out_tongue: