sab hazir ho jaye *bell ringing*

Re: sab hazir ho jaye bell ringing

meri fikar na karain, mein ksi k hath nahi anay wala :slight_smile:

waisay aaj mein shadeed pitnay wala lagta hu. Eik khatoon ko aunty kah dia aor doosri ko Mohtarma b aor Ustani b…bus ab allah khair karay :smiley: