Re: saaya bhee saath jab chor jaaye… aisee hay tanhaai..
buzurgoN kii soHbat uThaa uThaa kar maiN Khud vaDDe miyaan ban gayaa aur vo sab ‘baikunTh’ sidhaar gaye
vaise, insaan ko uske tajurbaat/Haalaat use aam fehm yaa Khaas fehm banaa dete haiN…agree? ![]()