saaree saare

Re: saaree saare

mujhay bhi dikhaou .. mera sonay ko dil kar raha hai :sleep:

Re: saaree saare

^tum apnee shakal mirror main dekh lo na : P

:rotfl:

main bhijwaa doon apni tasweer, :faizy:

sab ki khawabon ki dunyaa kaa shehzada .. TLK .. TLK .. TLK

Re: saaree saare

^ Tlk Daal zyada khaa lee thee kia ?

Re: saaree saare

aap ka matlab he ke meary dimagh main gas chaR ga'i hai :ASA:

Re: saaree saare

^ main barooN ki shaan main gustaakhe nahi kertee ..app kehtay hain to aisa hee ho ga : P