Re: saare idhar ao
sunny: papa ke saath aana
akele nahi aana warna koi kidnap kar le ga ![]()
aisha: haan jee ab shararat nahi karna warna main shararti bachon ke saath yehi karti hoon ![]()
pingoo: ao agli baar haircut ke liye mere saath chalne to mil lena wo halag ki dukaan pe hi to hota hai jahaan se main haircut karwati hoon:blush: