Re: Rs.100
abay yeh doo nambar kaam hay
“sachha aashiq” aam toor say ghareeb hota hay ![]()
koi itni si baat kay liyaay sau roopay ki qurbani nahi daita ![]()
yeh alag baat hay kay date kay beech main uss nay yeh note “Jaan” say wapis lay liya ho ![]()

paa ji, karachi ke larkay larkiyan to jaatay he hain Quaid ke mazaar pe or khoob ghum manaatay hain oon kee wafaat pe .. jhaariyon ke pechay chup chup ke
bus waheen se sub seekha hai
u know there are somethings ur not suppose to share. lol :D
Re: Rs.100
This is HILARIOUS!!!
Re: Rs.100
Qabrustan Bula raha hai , yea tu sala GorkaaN hoga yea kisi Mazar ka maJawar ! ...
Khud tu maza se mil lain Gay .. or yea zara bi khayal nahi k Bechare Haaji saab pe kia guzaree ki romantic scene daik kar :)