Roza na rakhnay walo.

Jao kuch kha lo:D

wo aa jayin phir :blush:

Chalo:lifey:

Woh toh theek hay laikin chotay bachoon , teen agers and jawan logon ko Allah say ziada maan baap ka dar hota hay. Jab aqal atee hay toh Allah ka dar sherooh hota hay.

Re: Roza na rakhnay walo.

chotay bachoon per to roza ferz nahi

or ajj kal kay teen ager or jawan

Al Aman al ahfeez

jo woh jaantay hain woh app bhi nahi jaantay

maan baap ka is zamanay main ahtraam to ho sakta hay ..lakin daant phitkaar ka der

ik ferzee khiyal hay

yeh mera mushahida hay .. Editor ka is say ittfaaq kerna zaroore nahi : P

Re: Roza na rakhnay walo.

**

**

tumhare Aqal kahan ghaas chernay chalee jatee hay smilestar

jis ki koi majboree ho ge to us ko amma aba kion Daantain gay ?

mainy un ki baat ke hay jo bila wajah roza nahi rakhtay !

roza jism ki zakkat hai, aor zakkat sahib-e-istaiTat par farz hai.. hmmmmm does that mean “mufliss badan” like me are exempted? :hmmm: