Re: Rooth na jaana.....
main paisay kay liay nahen
nimko aur daal saviyan kay liay bataon ga :p
Re: Rooth na jaana.....
main paisay kay liay nahen
nimko aur daal saviyan kay liay bataon ga :p
Re: Rooth na jaana…
Is marz Ka Ilaaj Buhat mushkil hay ![]()
Re: Rooth na jaana…
**aik tu jahaN ilaaj ka lafz aata hai… tumhay kuch hone lagta hai… **
Re: Rooth na jaana…
tuhano ki hoya :aq:
Re: Rooth na jaana…
AS tumharay tid main bhee mallap hain
![]()
Re: Rooth na jaana…
aap ko kaise pata hai :aq:
lagta hai ap kafi dafa ilaaj karwa chuke hain ![]()
Re: Rooth na jaana…
**how come?? **:aq:
Re: Rooth na jaana…
![]()
kuch nahi ![]()
haan na innko dourey parthy rehthay hain ![]()
Re: Rooth na jaana.....
ilaj ka sun kay kuch kuch jo hoota hay
baghair kissi ajha kay hoota hay tau masla khrab hay
agar mallap hain tau dou bandon ka khana khana shuru karr do
Re: Rooth na jaana…
Kehta hai har ik tujh ko masheeha magar yahaN
ik shakhs mar gia hai tumhay dhaikne k baad
:churail:
Re: Rooth na jaana…
Haan..har roz iz marz main 2 dafa mubtala hota hoon na ..is liay ![]()
Re: Rooth na jaana…
bas do dafa hi
meri naak katwa di ap ne tu ![]()
Re: Rooth na jaana…
yeh tou main aapko GS ka bata raha tha..real life main tou subah dopahar shaam aur raat ko hum ishq farmaatay hain ![]()
Re: Rooth na jaana…
^^ aur koi kam nahi hai duniya mein ishq ke siwa ![]()
Re: Rooth na jaana…
in ko aur koi kaam nahin hai yeh din raat ishq farmate hain ![]()
yeh kiya naa acha kaam ![]()
Re: Rooth na jaana…
***IshQ NaY GhaliB NikammA KaR DiyA
WarnA HuM BhI AadmI ThaY KaaM K *** ![]()
Re: Rooth na jaana…
PK aap ne mujhepehchana nahi
main aap ke bachpan ki dost:blush:
Re: Rooth na jaana…
Rukh say zara NiQaab Hataoo Tou Pahchanoo’n ![]()
Re: Rooth na jaana…
Adaab arz hai …![]()
koi gaana dhoond ney walay thay hamarey lyay …hamein bhi bhool gai ganay key saath …
Re: Rooth na jaana…
***Aji Aap ko Bhoolna Namumkin hay … Gana tou kiya hum tou aap kay liay poora Muzic channel khol dain … ***![]()