Roondoo's kay lee-a aik thread.

Haan Jaldi Say Apnay Naam Ki Thread Khol Lo :smiley:

Waisay Kaali Billi Say Mujhay Buhat Dar Lagta Hay :frowning:

ooh dekho dekho meri khala rishte wali ayi hai

kiddan khala??:wink:

khala ji aik nahi so so threads honi chahiyein jaisa aap kahain :wink:

Dooooor Raho … Kiss K Bahanay Kaheen Kaatt Naheen Layna :naraz:

mujhe bhi insaanon se bohat darr lagta hai mujhe sirf shikrey ache lagte hain:blush:

Re: Roondoo’s kay lee-a aik thread.

bili-e-khas hmm:hmmm: agar aisa he jesa tum keh rai ho larki
to phir use sabke samne ake kehna parega
:smiley:

hai allah ye to ilzaam hai mujh pe :naraz:

me a very friendly billi :kiss:

Phir Tou Humari dosti Naheen Ho Skatee :frowning:

P.S: :wave: ALLAH Hafiz 2 everyone

Re: Roondoo’s kay lee-a aik thread.

:hmmm: muje sab kehtay hain keh main hanstay hue bhi rota hua lagta hoon