Mere lehjon ke paas manzar bhi samjha kare koi
Meri tishna-labi koi bhi kabhi dariya kare koi
Jaane kyun awaazon ke peeche bhaagte hain sab log
Kabhi rooh ki gheraaiyon mein bhi utra kare koi
Barasti hain khayalaat ki baarish mein ye aankhein
Har shab meri sochon ko sehra kare koi
De ke meri neendon ko har lehza naya aks
Mere khwabon ke rangon ko sunhera kare koi
ImageShack - Best place for all of your image hosting and image sharing needs
ImageShack - Best place for all of your image hosting and image sharing needs