~Rooh Afza~

Re: ~Rooh Afza~

i don’t like that stupid movie, it’s stupid :snooty:

Re: ~Rooh Afza~

Angali loves Rahul Naaaa :crying:

Re: ~Rooh Afza~

Rooh Afza flavored :desimunda:

Re: ~Rooh Afza~

hey aunty :wave:
got ur WO.. thnx :mudhosh:

Re: ~Rooh Afza~

mairay WO mein ishpaishail phlavor tu nai tha - why doing → :mudhosh:

Rooh Afza pi rahay ho kia :faizy:

Re: ~Rooh Afza~

haye Kya Jaddo thaa us main… hum to kho he say gaye thay :hula:

wo to kal piya thaa :hula:

Sajan Jee Ghar Ayee, Sajan Jee Ghar Ayee :balley:

Re: ~Rooh Afza~

hawyee La :clown: mairi har baat per hi kho say jaatay ho :hula:
waisay doctor ko check karaao - itna khona theek nai hota …

:nuch:

Re: ~Rooh Afza~

kho to hum ushi din gayee thay jab hum app say milay tahay.. jab ankhoon say ankhain mili theen :smiley:

hum to khudh he doctor hain. :stuck_out_tongue:

Re: ~Rooh Afza~

waw raaaay :hula:

barRi baatein banani aa gayi hain :faizy:
tumhay pata hai na k mujhey tumhari har baat samajh aati hai :chai:

Re: ~Rooh Afza~

hahahah :hehe: tau kya hoa.. samajhna to bohat achi baat hai :smiley:

Re: ~Rooh Afza~

raaahat-e-jaan rooh afzaa

Re: ~Rooh Afza~

BayShak :k:

Re: ~Rooh Afza~

oh look only 9 more to go :sadiyah:

Re: ~Rooh Afza~

:hayaa:

Re: ~Rooh Afza~

i feel like having a gola with all those yumm flavors and colors on it :(

Re: ~Rooh Afza~

dont forget the makhiyaan on the goola :phati:
swwad tau uss hee golay ka atta hay jis ko kha kay teekay lagwany parain

Re: ~Rooh Afza~

tum kabhi chunggi gal baat na karna :halo:

jub bhi baat munh sey nikalo gey, ulti pulti hi nikalo gey

Re: ~Rooh Afza~

main cafe koi degree lainy aya hoon ya rishta joornay kay pattay ki baat kiya karoon

Re: ~Rooh Afza~

haan baat tu theek hai :hmmm:

ab aaj kal dhoti walaay munday say konsi kurRi rishta karti hai :bummer:
kaha tha k aik white pants khareed lo

Re: ~Rooh Afza~

khreedi thee na
us ko bhee beech say kaat kay white dhoti banNa le :phati: